Two days back I was travelling in bus and it was whole night's travelling. I was looking outside and thinking about darkness and then I wrote some lines about this ---
In andheron me khade pedo ko
Ye aati jaati gadiyan
pal do pal ke liye roshan kar jaati hain
per ye ped kabhi us roshni se
koi aas nahi lagate
Toh kyun mein aas lagaau
Meri zindagi mein aate jaate
Musafiron ke pyar ke do shabdon se.
Mein ped hoon andhere mein khadi
Roshni meri zindagi nahi
ye toh pal do pal ki saheli hai.
I hope its not too bad! :)
In andheron me khade pedo ko
Ye aati jaati gadiyan
pal do pal ke liye roshan kar jaati hain
per ye ped kabhi us roshni se
koi aas nahi lagate
Toh kyun mein aas lagaau
Meri zindagi mein aate jaate
Musafiron ke pyar ke do shabdon se.
Mein ped hoon andhere mein khadi
Roshni meri zindagi nahi
ye toh pal do pal ki saheli hai.
I hope its not too bad! :)
Comments
Yun andhere mein baithe huen
Wo sunhere pal yaad karke
Apni Tanhayon ko door karte huen
hamesha muskurate rehna :)
na jaane kab humari zindagi ki shaam ho jaye..
Achha hai, ujale humein bhi pasand nahin :)
kya maayus ho tanhaaiyan bhari raaton se
to kehegi har raat ke baad hoti ek nayi subah
yeh suraj, panchi, hawa hai mera sath nibhate
saare musafiron mein kuch musafir nahin hote
kuch apne hokar dil me bas jaate hai
bharosa karne se kamzor nahin hote
pyaar ko hum pyaar deke nibhate hai !!!